SEARCH RESULTS
Showing search results for "garmi-e-mahfil"
Nazm MATCHES FOR "garmi-e-mahfil"
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn e Insha
Nazm
gham-e-hayat
isii se garmii-e-bazm-e-hayaat baaqii hai
yahii hai dahr ke har inqalaab kaa baanii
Daud Ghazi
Nazm
nazrana
ek hii raat sahii garmii-e-ha.ngaama-e-ishq
ek hii raat me.n jal marte hai.n parvaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
hindostan
hai is ke dam se garmii-e-ha.ngaama-e-jahaa.n
maGrib kii saarii raunaq isii ik dukaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
meri shaeri
vo dil jis se dil garmii-e-aab-o-gil hai
mire sher me.n bhii vahii ek dil hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
haar jit
kaash vo ziinat-e-aaGosh kisii kii ban jaa.e
aur mujhe garmii-e-paimaan-e-vafaa mil jaa.e
Mustafa Zaidi
Nazm
mashwara
mujhe ye vahm kisii maahtaab kii ThanDak
lahuu se garmii-e-fikr-o-amal nicho.D na le
Zehra Nigaah
Nazm
tum agar chaho to
is se pahle ki shab-e-maah ke ThanDe saa.e
garmii-e-sub.h-e-daraKHshaa.n se pighal kar rah jaa.e.n
Amjad Najmi
Nazm
tum agar chaho to
is se pahle ki shab-e-maah ke ThanDe saa.e
garmii-e-sub.h-e-daraKHshaa.n se pighal kar rah jaa.e.n