SEARCH RESULTS
Showing search results for "garmi-e-mahfil"
Ghazal MATCHES FOR "garmi-e-mahfil"
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
miir-e-mahfil na hu.e garmii-e-mahfil to hu.e
sham.a-e-taabaa.n na sahii jaltaa hu.aa dil to hu.e
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
nashaat-e-garmii-e-mahfil thii jis kii taabaanii
isii charaaG se kyuu.n anjuman me.n aag lagii
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
sham.a-saa.n dil na jalaane kii ho taufiiq jinhe.n
baa.is-e-garmii-e-mahfil nahii.n hone paate
Talib Dehlavi
Ghazal
Sayyad Ejaz Ahmad Rizwi
Ghazal
tamkii.n Gazab hai saaqii-e-daur-e-alast me.n
shaayad KHayaal-e-garmii-e-mahfil nahii.n rahaa
Bekhud Mohani
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
jo garmii-e-mahfil se jalaa lete hai.n sham.e.n
parvaano.n me.n kuchh aise bhii parvaane mile.nge
Ezaz Afzal
Ghazal
aa.nkho.n ko intizaar kii bedaariyaa.n milii.n
soz-e-nafas ko garmii-e-mahfil banaa diyaa
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
jalvat me.n jise aa.e KHalvat kaa maza 'saahir'
andaaz use bhaa.e.n kyaa garmi-e-mahfil ke
Sahir Sunami
Ghazal
KHataa mu.aaf na hotii ye garmi-e-mahfil
ham apnaa dil na agar sham.a saa.n jalaa dete
Shameem Fatima Jafari
Ghazal
armaan bhii vahii.n hai.n tamannaa bhii hai vahii
jis dil se thii ye garmii-e-mahfil vahii nahii.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
diivaano.n me.n shoriidgii-e-dil kii kamii hai
mahfil me.n abhii garmii-e-mahfil kii kamii hai
Salik Lakhnavi
Ghazal
Shaukat Wasti
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
soKHta parvaane kushta sham.a farsh-e-daaGdaar
de rahe hai.n raat kii garmii-e-mahfil kaa pataa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
sab jazb-e-aarzuu kii tamaazat kaa khel hai
dil sard ho to garmii-e-mahfil bhii kuchh nahii.n