SEARCH RESULTS
Showing search results for "gokul"
Nazm MATCHES FOR "gokul"
Nazm
hindostan mera
hindostaan meraa, hindostaan meraa
gokul kaa ik gvaalaa bansii bajaa rahaa hai
Arsh Malsiyani
Nazm
holi
yahaa.n to dono.n me.n aapas me.n ho rahii ye ja.ng
udhar se aayaa jo ik shoKH baa-ruKH-e-gul-ra.ng
Nazeer Akbarabadi
Nazm
meri holi
kirshn kii aaj yaad-e-rafta mahfil-e-zinda karo
brij-o-gokul kii bujhii sham.o.n ko taabinda karo
Seemab Akbarabadi
Nazm
holi
sehr-e-mausiiqii hu.aa phir guu.nj uThe gokul ke ban
raqs farmaane lagii phir vaadii-e-ga.ng-o-jaman
Arsh Malsiyani
Nazm
jamuna-ji
baa.is naaz hai be-shubah himaala ke liye
sabab-e-faKHr-o-sharf gokul-o-mathuraa ke liye
Bismil Allahabadi
Nazm
kanhaiya
nahii.n ek gokul pe mauquuf jalve
tire har kahii.n hai.n nazaare kanhaiyaa
Afqar Mohani
Nazm
shri-kirishna
liyaa mathuraa me.n janam jaa ke rahaa gokul me.n
paa.o.n ke rakhte hii amrit milaa jamunaa-jal me.n
Bismil Allahabadi
Nazm
kanhayya
nahii.n ek gokul pe mauquuf jalve
tire har kahii.n hai.n nazaare kanhayyaa
Afqar Mohani
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
tanhai
gul karo sham.e.n ba.Dhaa do mai o miinaa o ayaaG
apne be-KHvaab kivaa.Do.n ko muqaffal kar lo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho