SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulban"
Nazm MATCHES FOR "gulban"
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
aa.nkh me.n gulban-e-marjaa.n kii tarah
saa.ns ke saath guhar Dhalte the
Mohsin Naqvi
Nazm
basant ki aamad
gulshano.n me.n hai.n uruusaan-e-bahaar aaraasta
gulban-o-naKHl-o-nihaal-o-shaaKHsaar aaraasta
Mela Ram Wafa
Nazm
munjamid aankhen
ko.ii rang paidaa hai na ko.ii rang pinhaa.n hai
na ko.ii aks-e-gul-ban hai
Mahmood Ayaz
Nazm
jawab-e-shikwa
KHas o KHaashaak se hotaa hai gulistaa.n KHaalii
Gul-bar-andaaz hai KHuun-e-shohdaa kii laalii
Allama Iqbal
Nazm
kitaben
kitaabe.n jhaa.nktii hai.n band almaarii ke shiisho.n se
ba.Dii hasrat se taktii hai.n
Gulzar
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
aur is par ye kaalii ghaTaa.o.n kaa pahraa
gulaabo.n se naazuk mahaktaa badan hai
Tahir Faraz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
sa.ng-basta pa.Dii thii
suraahii-o-miinaa-o-jaam-o-subuu aur faanuus o gul-daa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mohabbat ki ek nazm
mai.n KHushbu.o.n me.n tumhe.n miluu.ngaa
mujhe gulaabo.n kii pattiyo.n me.n talaash karnaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
urdu zaban
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,
mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n par
Gulzar
Nazm
KHwab nahin dekha hai
mai.n ne muddat se ko.ii KHvaab nahii.n dekhaa hai
raat khilne kaa gulaabo.n se mahak aane kaa