SEARCH RESULTS
Showing search results for "imtiyaaz-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "imtiyaaz-e-ishq"
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn۔e۔Insha
Nazm
bulbul o parwana
khulaa hai tujh pe abhii aah raaz-e-ishq kahaa.n
tuu bul-havas hai, tujhe imtiyaaz-e-ishq kahaa.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHizr-e-rah
jo karegaa imtiyaaz-e-ra.ng-o-KHuu.n miT jaa.egaa
turk-e-KHargaahii ho yaa aaraabii-e-vaalaa-guhar
Allama Iqbal
Nazm
‘azm-e-nau
be-imtiyaaz-e-maz.hab-o-millat
chhupaa letaa hai apnii maKHmalii palko.n kii chhaa.o.n me.n
Javed Akram Farooqi
Nazm
shorish-e-zanjir bismillah
sar-e-maqtal chalo be-zahmat-e-taqsiir bismillaah
hu.ii phir imtihaan-e-ishq kii tadbiir bismillaah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj-kal
imtiyaaz-e-taalib-o-matluub tak baaqii nahii.n
gardish-e-dauraa.n se ye lamha judaa hai aaj-kal
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
taswir-e-dard
jo tuu samjhe to aazaadii hai poshiida mohabbat me.n
Gulaamii hai asiir-e-imtiyaaz-e-maa-o-tuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
nasri nazm ki manzum katha
ta.ngnaa-e-nazm-o-naGma gum hu.ii
imtiyaaz-e-bahr-o-bar miTtaa gayaa
Salman Sarwat
Nazm
shair ki tamannaen
miTaa kar imtiyaaz-e-nek-o-bad sab ek ho jaa.e.n
KHudaa bhii ek hai bande bhii us ke ek ho jaa.e.n
Qaisar Amravatwi
Nazm
naqsh-e-mohabbat
na puuchh qissa-e-be-chaargii-e-ishq na puuchh
ye raaz vo hai kisii ko jo ham bataa na sake
Noor Ludhiyanwi
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'