SEARCH RESULTS
Showing search results for "intizaar"
Nazm MATCHES FOR "intizaar"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n ko.ii raah huu.n tum raah dekhne vaale
ki muntazir to maraa par na intizaar maraa
Zubair Ali Tabish
Nazm
KHuda wo waqt na lae
vo dil ki tere liye be-qaraar ab bhii hai
vo aa.nkh jis ko tiraa intizaar ab bhii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
kis ko ab hogaa vatan me.n aah meraa intizaar
kaun meraa KHat na aane se rahegaa be-qaraar
Allama Iqbal
Nazm
intizar
raat bhar diida-e-namnaak me.n lahraate rahe
saa.ns kii tarah se aap aate rahe jaate rahe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
intizar
guzar rahe hai.n shab o roz tum nahii.n aatii.n
riyaaz-e-ziist hai aazurda-e-bahaar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri mulaqat
shaayad na phir mile tirii aa.nkho.n kaa ye fusuu.n
jo sham.a-e-intizaar jalii thii bujhaa.e.n ham
Akhtarul Iman
Nazm
nazm
jab aa.nsu.o.n ko mayassar hazaar shaane the
jab intizaar na karne ke sau bahaane the
Balmohan panday
Nazm
nau-jawan se
tuu inqalaab kii aamad kaa intizaar na kar
jo ho sake to abhii inqalaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki ab bhii rabt-e-jism-o-jaa.n kaa e'tibaar hai mujhe
yahii vo e'tibaar thaa
Noon Meem Rashid
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
vo ishq jis kii sham.a bujhaa de ajal kii phuu.nk
us me.n maza nahii.n tapish o intizaar kaa