SEARCH RESULTS
Showing search results for "israar"
Nazm MATCHES FOR "israar"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
btaa mujh ko asraar-e-marg-o-hayaat
ki terii nigaaho.n me.n hai kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
kisan
vaaris-e-asraar-e-fitrat faateh-e-ummiid-o-biim
mahram-e-aasaar-e-baaraa.n vaaqif-e-tab.a-e-nasiim
Josh Malihabadi
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne zardaar-e-ma.iishat ko gavaaraa na kiyaa
jis ko aa.iin-e-musaavaat pe israar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
mujhe hai yaad abhii tak ki khel-kuud me.n bhii
kuchh aise vaqfe pur-asraar aa hii jaate the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
mere bhii hai.n kuchh KHvaab
vo KHvaab ki asraar nahii.n jin ke hame.n aaj bhii ma.aluum