SEARCH RESULTS
Showing search results for "jang"
Nazm MATCHES FOR "jang"
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
ai sharif insano
jang mashriq me.n ho ki maGrib me.n
amn-e-aalam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ham amn chaahte hai.n magar zulm ke KHilaaf
gar ja.ng laazmii hai to phir ja.ng hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
mahaaz-e-jang se harkaara taar laayaa hai
ki jis kaa zikr tumhe.n zindagii se pyaaraa thaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
ja.ng Thahrii hai ko.ii khel nahii.n hai ai dil
dushman-e-jaa.n hai.n sabhii saare ke saare qaatil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye ja.ng aur ye mere vatan ke shoKH javaa.n
KHariidii jaatii hai.n uThtii javaaniyaa.n jin kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya shiwala
apno.n se bair rakhnaa tuu ne buto.n se siikhaa
ja.ng-o-jadal sikhaayaa vaa.iz ko bhii KHudaa ne
Allama Iqbal
Nazm
mujhe mat batana
abhii tak tumhaarii ha.nsii se nabard-aazmaa huu.n
aur is ja.ng me.n
Parveen Shakir
Nazm
jugnu
jo kuchh na hogii to hogii qariib chhiyaanve saal
chhi.Dii thii hind me.n jab pahlii ja.ng-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dosti ka hath
kare.n ye ahd ki auzaar-e-ja.ng jitne hai.n
unhe.n miTaanaa hai aur KHaak me.n milaanaa hai