SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-khisht"
Nazm MATCHES FOR "khaak-e-khisht"
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
main aur tu
vaqt diivaar kaa saathii hai na saa.e kaa rafiiq
aur ab sa.ng-o-gil-o-KHisht ke malbe ke tale
Ahmad Faraz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
hai ahl-e-dil ke liye ab ye nazm-e-bast-o-kushaad
ki sa.ng-o-KHisht muqayyad hai.n aur sag aazaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
us dar pe kaun KHuun bahaa.egaa mere baad
mai.n ne to sang-o-KHisht se Takraa ke apnaa sar
Shahid Kabir
Nazm
taKHliq
jahaan-e-taaza kii afkaar-e-taaza se hai numuud
ki sang-o-KHisht se hote nahii.n jahaa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
kanTon se pyar ho jae
ye sang-o-KHisht nahii.n dil hai dil me.n dha.Dkan hai
na chhe.Do is ko kahii.n daaG-daar ho jaa.e
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
nau-jawan se
sadaa-e-tiisha-e-mazduur hai tiraa naGma
tuu sa.ng-o-KHisht se cha.ng-o-rubaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
mere ahd ke hasino
ho hazaar koshisho.n par bhii shumaar me.n na aa.e
kabhii KHaak-e-be-bizaa.at ke dayaar me.n na aa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
meinopause
vo imbisaat-o-hayaat kaa be-kanaar dariyaa
ki dafn ho jaa.egaa KHas-o-KHaak-e-roz-o-shab me.n