SEARCH RESULTS
Showing search results for "kun"
Nazm MATCHES FOR "kun"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
KHaak-o-KHuu.n me.n mil rahaa hai turkamaan-e-saKHt-kosh
aag hai aulaad-e-ibraahiim hai namruud hai
Allama Iqbal
Nazm
shama
sub.h-e-azal jo husn hu.aa dilsitaan-e-ishq
aavaaz-e-kun hu.ii tapish aamoz-e-jaan-e-ishq
Allama Iqbal
Nazm
aap-biti
yaa.n to ek umr isii tarah se jalte guzrii
kaun sii KHaak hai ye jaane kahaa.n kaa hai KHamiir
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
KHuun jam jaa.e jo naalain me.n chalte chalte
arsh kii aa.nkh se rahmat kaa samundar uble
Adil Mansuri
Nazm
parindon ki music conference
kuk.Duu.n kuu.n kii taan lagaa ke murGaa gaay KHayaal
qumrii apnii Thumrii gaay murGii deve taal
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
maut ka git
arsh kii aa.D me.n insaan bahut khel chukaa
KHuun-e-insaan se haivaan bahut khel chukaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
bachcha aur murgha
sun sun terii kuk.Duu.n-kuu.n
mai.n saKHt pareshaa.n hotaa huu.n
Mahshar Badayuni
Nazm
hamein nabud mat karna
dhamaake ko samajhte ho
dhamaaka jis se harf-e-kun Tapaktaa hai