SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariiz"
Nazm MATCHES FOR "mariiz"
Nazm
mahatma-gandhi
to us kii aql-e-rasaa kaam vaqt par aa.ii
mariiz-e-mulk hai mamnuun-e-chaara-farmaa.ii
Bismil Allahabadi
Nazm
ek viran si KHamoshi mein
goyaa tere mariiz-e-ulfat kaa
saa.ns siine me.n tham ke aataa hai
Meena Kumari Naz
Nazm
karahte hue dil
ye aspataal ke aa.nsuu ye aspataal kii riit
mire qariib bahut se mariiz aur bhii hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
aasman zard tha
aasmaa.n zard thaa jaise ko.ii yarqaa.n kaa mariiz
jis ke takiye ke liye ret kii dastaare.n thii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
sabza-e-begana
mariiz raato.n ko chillaataa hai ''mire andar
asiir zaKHmii parinda hai ik, nikaalo ise
Akhtarul Iman
Nazm
hindostan
duniyaa kaa har nizaam badal jaa.egaa kabhii
har har mariiz-e-mulk sambhal jaa.egaa kabhii
Shatir Hakeemi
Nazm
ummid ke karishme
ek buu.Dhaa mariiz hai laachaar
phir bhii vo jaan se nahii.n bezaar
Naseem Amrohvi
Nazm
aspatal
jo ho.n mariiz unhe.n raahat dikhaa.ii dene lage
har aspataal me.n jannat dikhaa.ii dene lage
Salam Machhli shahri
Nazm
ek cancer ke mariz ki baD-baD
gale par lagaa kar nishaa.n
jis gha.Dii doctor ne ye mujh se kahaa
Shariq Kaifi
Nazm
zeyabetis ke mariz
in ke qaabuu aa ke dab jaa.e maraz kii ye balaa
bach rahegaa ehtiyaato.n me.n agar rah kar palaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
katba(5)
ka.ii luule la.ng.De mariiz aur gande
vahii jin ko kahte hai.n ham sab avaam
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
aspatal ka kamra
na.e mariiz kii aamad kaa intizaar kare
aur ek aa.nkh jo sab dekhtii hai