SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashvara"
Nazm MATCHES FOR "mashvara"
Nazm
mashwara
kisii kii yaad sataatii hai raat din tum ko
kisii ke pyaar se majbuur ho ga.ii ho tum
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jawan beTi se bap ka KHitab
tumhaarii har KHushii kii hai.n zamaanat dha.Dkane.n merii
magar ik mashvara sun lo
Afeef Siraj
Nazm
bachpan ka wo zamana
daadii ko mai.n ne ik din ye mashvara diyaa thaa
chehre kii jhurriyo.n ko aasaan hai miTaanaa
Abdul Qadir
Nazm
tajdid
tum ko meraa mashvara hai, bhuul jaa.o tum se ab tak
jo bhii kuchh mai.n ne kahaa hai''
Amjad Islam Amjad
Nazm
in kitabon mein band ujale hain
meraa 'ejaaz' mashvara hai yahii
tum bhii jaa kar pa.Dho kitaab ko.ii
Ejaz Rahmani
Nazm
ek aur mashwara
bastiyaa.n ho.n kaisii bhii pastiyaa.n ho.n jaisii bhii
har tarah kii zulmat ko raushnii kahaa jaa.e
Amjad Islam Amjad
Nazm
kash samajhdar na banun
to mai.n use kyaa mashvara duu.ngii
qahqaha bachpan kii bichh.Dii hu.ii sakhii
Ateeya Daud
Nazm
jaen kahan hum
sunaa mashvara teraa ai saut-e-Gaibii
zalaalat kii sarhad me.n aa kar bhii dekhaa
Jameel Mazhari
Nazm
mashwara
mujhe ye Dar hai kisii aaftaab kii garmii
tirii nazar ke hazaar aa.ino.n ko to.D na de
Zehra Nigaah
Nazm
mashwara
merii mahbuub ye tauhiin-e-mohabbat hogii
bevafaa kah ke mire pyaar ko majruuh na kar
Asad Rizvi
Nazm
mashwara
merii mahbuub ye aa.nsuu hai.n ki motii ruKH par
un ko is tarah na bekaar ga.nvaa maan bhii jaa