SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauja-e-shiirii.n"
Nazm MATCHES FOR "mauja-e-shiirii.n"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ai hiila-garaan-e-shahr-e-shiirii.n
aayaa huu.n pahaa.D kaaT kar mai.n
Ahmad Faraz
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
haa.n jaam uThaa.o ki ba-yaad-e-lab-e-shiirii.n
ye zahr to yaaro.n ne ka.ii baar piyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aae basant
shahr ke nathune khule.n to mauja-e-baad-e-junuub
aam par bor aa chukaa hai ye KHabar phailaa.e
Ameeq Hanafi
Nazm
mir
mauja-e-bahr-e-qanaat terii abruu kii shikan
taKHt-e-shaahii par hasiir-e-faqr teraa KHanda-zan
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
raushni ki talash
ye lamha ajnabii manzil kaa raahii
misaal-e-mauja-e-dariyaa ravaa.n hai
Riyaz Anwar
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
jis se miltii hai nazar bosa-e-lab kii suurat
itnaa raushan ki sar-e-mauja-e-zar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wasl-e-shirin ke liye
meraa mansab hai husuul-e-shiirii.n
vasl-e-shiirii.n ke liye tesha uThaataa huu.n mai.n
Zaheer Siddiqui
Nazm
gurudev
ai mire shaa.ir-e-qad-aavar-e-shiirii.n-guftaar
lab-e-afkaar ko baKHshaa hai tabassum tuu ne
Alqama Shibli
Nazm
infiradiyat
mauja-e-dariyaa ishaaro.n se bulaatii hai qariib
apnii sa.ngiin god phailaa.e hu.e hai kohsaar
Ali Sardar Jafri
Nazm
kaif-e-mausiqi
ek duniyaa murta.ish thii mauja-e-naGmaat par
ik ajab KHvaabiidgii taarii thii kaa.enaat par
Sahba lakhnavi
Nazm
yaum-e-jamhur
apne ruKH par nahii.n hai mauja-e-nuur
jho.npa.Dii kis tarah ho rashk-e-mahal
Charkh Chinioti
Nazm
KHadsha
mile hai.n yuu.n to ka.ii rang ke hasii.n chehre
mai.n be-niyaaz rahaa mauja-e-sabaa kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
kya gul-badani hai
kis darja fusuu.n-kaar vo allaah Ganii hai
kyaa mauja-e-taabindagii o siim-tanii hai