SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauja-e-shiirii.n"
Ghazal MATCHES FOR "mauja-e-shiirii.n"
Ghazal
ko.ii mauja-e-shiirii.n chuum kar jagaa.egii
suurajo.n ke nezo.n se siipiyaa.n nahii.n khultii.n
Parveen Shakir
Ghazal
de diye KHusrav-o-shiirii.n ne use mo.D ka.ii
varna yuu.n faasla-e-tiisha-o-sar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mauja-e-reg-e-ravaan-e-Gam me.n bah ke dekhnaa
muflisii me.n dosto.n ke saath rah ke dekhnaa
Sardar Saleem
Ghazal
phuul aa.e hai.n na.ii rut ke na.ii shaaKHo.n par
mauja-e-maah-e-dil-e-aaraam kii baarii aa.ii
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
mauja-e-KHuun-e-pareshaan kahaa.n jaataa hai
mujh se aage miraa tuufaan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
ik silsila-e-mauja-e-zanjiir-e-shikan saa
ghuste hu.e zindaa.n se salaasil se bahut duur
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
mauja-e-KHuun-e-pareshaan kahaa.n jaataa hai
mujh se aage miraa tuufaan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
phir aaj aa.ii thii ik mauja-e-havaa-e-tarab
sunaa ga.ii hai fasaane idhar udhar ke mujhe
Nasir Kazmi
Ghazal
vo mast hai.n jo hai.n majruuh-e-teG-e-mauja-e-mai
jigar ke chaak pe ai gul bane subuu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hu.aa hai yuu.n bhii ki apnii talab ke sahraa me.n
misaal-e-mauja-e-juu-e-safar ga.e hai.n log
Zuhoor Nazar
Ghazal
KHiraam-e-mauja-e-baad-e-sabaa se miltii rahe
tirii KHabar mujhe abr-e-rasaa se miltii rahe
Saima Zaidi
Ghazal
bas ek mauja-e-baad-e-bahaar guzrii thii
piro ga.ii hai miraa jism Daalii Daalii me.n
Nazeer Qaisar
Ghazal
ai mauja-e-saraab-e-tamannaa sitam na kar
sahraa hii saamne hai to sahraa dikhaa.ii de
Aslam Ansari
Ghazal
'armaan' mai.n ik zaKHm-e-dil-e-mauja-e-juu huu.n
lekin hai yahii dard-e-tamannaa miraa dariyaa