SEARCH RESULTS
Showing search results for "me.ndii"
Nazm MATCHES FOR "me.ndii"
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-islaam namuuna hai birau-mandii kaa
phal hai ye saik.Do.n sadiyo.n kii chaman-bandii kaa
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
daur naa-rasaa.ii ke ''be-riyaa'' KHudaa.ii ke
phir bhii ye samajhte ho hech aarzuu-mandii
Noon Meem Rashid
Nazm
ek aarzu
meh.ndii lagaa.e suuraj jab shaam kii dulhan ko
surKHii liye sunahrii har phuul kii qabaa ho
Allama Iqbal
Nazm
KHalwat
aarzuu-mandii kii sarshaarii se kyaa rishta
hamaarii baahamii yaado.n kii dildaarii se kyaa rishta
Jaun Eliya
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai jaan-e-dard-mandii o iimaan-e-aarzuu
ai sham-e-tuur o yuusuf-e-kan.aan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
main bach gai man
tire kachche lahuu kii meh.ndii
mire por por me.n rach ga.ii maa.n
Zehra Nigaah
Nazm
panw se lahu ko dho Dalo
ye kaisii riit rachaa.ii hai
ye meh.ndii kyuu.n lagaa.ii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bachpan ka wo zamana
meh.ndii ke patte laanaa aur piis kar lagaanaa
phir surKH haath apne har ek ko dikhaanaa
Abdul Qadir
Nazm
kya gul-badani hai
meh.ndii kii sajaavaT ki hathelii pe gulistaa.n
yaa halqa-e-ushshaaq me.n hai chehra-e-taabaa.n