SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqadmii"
Nazm MATCHES FOR "muqadmii"
Nazm
jawab-e-shikwa
kisii yakjaa.ii se ab ahd-e-Gulaamii kar lo
millat-e-ahmad-e-mursil ko maqaamii kar lo
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ik bujhii ruuh luTe jism ke Dhaa.nche me.n liye
sochtii huu.n mai.n kahaa.n jaa ke muqaddar pho.Duu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
do ishq
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo
vo kitaab-e-husn vo ilm o adab kii taaliba
vo mohazzab vo mu.addab vo muqaddas raahiba
Jaun Eliya
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai azal se in Gariibo.n ke muqaddar me.n sujuud
in kii fitrat kaa taqaazaa hai namaaz-e-be-qayaam
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
turk-e-KHargaahii ho yaa aaraabii-e-vaalaa-guhar
nasl agar muslim kii maz.hab par muqaddam ho ga.ii
Allama Iqbal
Nazm
hitch-hiker
terii chaahat bhii muqaddas terii qurbat bhii bahisht
des paradesh kii tafriiq ghaTegii kaise
Ahmad Faraz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii aag kaa anjaam KHaakistar nahii.n
TuuTnaa jis kaa muqaddar ho ye vo gauhar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
naaquus kii aavaaz aatii hai
kyaa ab bhii muqaddas masjid par
Akhtar Shirani
Nazm
mashwara
tum apne pyaar ko rusvaa karo na ro ro kar
tumhaaraa pyaar muqaddas hai bible kii tarah
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
self made logon ka alamiya
self made logo.n kaa alamiya
raushnii mizaajo.n kaa kyaa ajab muqaddar hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
KHadsha
ye paa.nv jab kisii raste me.n rang barsaa.e.n
to mausamo.n ke muqaddar chamakne lagte hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
ramaen ka ek sin
lekin yahaa.n to ban ke muqaddar biga.D gayaa
phal phuul laa ke baaG-e-tamannaa uja.D gayaa