SEARCH RESULTS
Showing search results for "naalaa.n"
Nazm MATCHES FOR "naalaa.n"
Nazm
aadha kamra
second hand shaa.iro.n se najaat chaahtaa hai
choro.n se saKHt naalaa.n hai
Sara Shagufta
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
naalaa.n huu.n mai.n bedaarii-e-ehsaas ke haatho.n
duniyaa mire afkaar kii duniyaa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
musafir
jo KHasta-haal masaajid ke gumbado.n me.n mile
marii thakii hu.ii KHvaabiidgii se naalaa.n the
Mustafa Zaidi
Nazm
yar parinde!
yassuu punjuu haar kabuutar, kanche vanche, taash
jiitne vaale naalaa.n, haarne vaale the KHush-baash
Iliyas Babar Aawan
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
diivaar khi.nch ga.ii hai na.ii darmiyaa.n kahii.n
fardaa pe kyaa yaqiin ho naalaa.n huu.n haal par
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
wajib-ul-qatl
aa.iino.n se naalaa.n naqsh se aarii chehre
jazbo.n ke uqdo.n me.n uljhe
Faisal Azeem
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam vazuu karaane
ronaa miraa vazuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar