SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasha-e-mai"
Nazm MATCHES FOR "nasha-e-mai"
Nazm
shri guru-nanak
nasha-e-husn-e-haqiiqii se the madhosh-e-azal
baada-e-naab se sarshaar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Nazm
zindagi
zindagii vaqf-e-suruud-o-husn-o-mai
zindagii kaa lamha lamha dil-nashii.n
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
lucknow
sar le ke hathelii par ubhrii thii jo duniyaa me.n
us qaum ko le Duubaa shuGl-e-mai-o-mai-KHaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
bele ke phul
jazba-e-ishq bhii maujuud hai in phuulo.n me.n
nasha-e-shauq se har vaqt ye lahraate hai.n
Salam Sandelvi
Nazm
sarae
basii hu.ii hai jo KHushbuu-e-maahii-o-mai me.n
abhii abhii ye a.ndhero.n me.n Duub jaa.egii
Hosh Jaunpuri
Nazm
taqaza
kyaa hosh tujhe saaqii-e-mai-KHaana-e-duniyaa
vo kaun saa saaGar hai jo ab TuuT rahaa hai
Fareed Ishrati
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
tuu na miT jaa.egaa iiraan ke miT jaane se
nashsha-e-mai ko ta'alluq nahii.n paimaane se
Allama Iqbal
Nazm
dar-o-rasan
zuhal kii aa.nkh pa.Dii ittifaaq se naagaah
tamaam ho gayaa taaraaj mulk-o-maal aur jaah