SEARCH RESULTS
Showing search results for "nihaad"
Nazm MATCHES FOR "nihaad"
Nazm
masjid-e-qurtuba
KHaakii o nuurii-nihaad banda-e-maulaa-sifaat
har do-jahaa.n se Ganii us kaa dil-e-be-niyaaz
Allama Iqbal
Nazm
nazm ittihad
tum me.n bhii aaj aisaa ko.ii KHush-nihaad hai
mahmuud kaa ye qaul hame.n ab to yaad hai
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
zafar
vo shah-e-nek-nafs nek-nasab nek-nazhaad
vo shah-e-nek-nazar nek-nishaa.n nek-nihaad
Arsh Malsiyani
Nazm
ai ham-nafasan
KHush-baash niDar paakiiza nihaad
tum aalam-e-KHvaab ke baaz ashhab
Shafiq Fatima Shera
Nazm
silsila-e-mukalimat-e-KHud-kalami
ki mai.n aatish-e-nihaad
martabe me.n KHaak-e-uftaada se bartar
Shafiq Fatima Shera
Nazm
aazad-hind fauj
ai jaish-e-sarfarosh-javaanaan-e-KHush-nihaad
siine pe tere kund hu.ii teG-e-ishtidaad
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shair ka tarana
hai azal se mere pahluu me.n dil-e-momin nihaad
merii nazre.n to.D detii hai.n tilism-e-barq-o-baad
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
KHudii kaa sirr-e-nihaa.n laa-ilaaha-illallaah
KHudii hai teG fasaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
dua
ishq kaa sirr-e-nihaa.n jaan-e-tapaa.n hai jis se
aaj iqraar kare.n aur tapish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
aashkaaraa hai ye apnii quvvat-e-tasKHiir se
garche ik miTTii ke paikar me.n nihaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah Gaafil maut kaa raaz-e-nihaa.n kuchh aur hai
naqsh kii naa-paa.edaarii se ayaa.n kuchh aur hai
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
nihaa.n hai terii mohabbat me.n ra.ng-e-mahbuubii
ba.Dii hai shaan ba.Daa ehtiraam hai teraa