SEARCH RESULTS
Showing search results for "nihaad"
Ghazal MATCHES FOR "nihaad"
Ghazal
chalo ki aaj rakhii jaa.egii nihaad-e-chaman
chalo ki aaj bahut dost aa.e.nge sar-e-daar
Akhtarul Iman
Ghazal
kam-nihaad-o-be-sabaat insaan me.n
jaane kyaa kyaa jam.a kar detaa hai ishq
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
ye baat to nahii.n hai ki mai.n kam-savaad thaa
TuuTaa huu.n is binaa pe ki mai.n kaj-nihaad thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
qalb-e-paakiiza-nihaad o dil-e-saafii de kar
aa.iina ham ko banaayaa hai to hairaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
suuliyo.n pe jhuulegaa bad-nihaad har munsif
munsifii kaa jab bhii ham KHud nisaab likkhe.nge
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
mujh ko jo qatl kar ke manaataa rahaa hai jashn
vo bad-nihaad shaKHs mirii zaat hii me.n thaa
Aziz Qaisi
Ghazal
vo zindagii jo kabhii mu.D ke dekhtii bhii nahii.n
mai.n mar rahaa huu.n usii bad-nihaad par kab se
Qaisarul Jafri
Ghazal
Izhar Warsi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
bharaa na atlas-o-marmar se peT KHilqat kaa
ye bad-nihaad ab aab-o-giyaah maa.ngtii hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
savaad-e-rafta se fardaa-e-be-nihaad talak
ghasiiTe phirtaa hai merii talab kaa jaal mujhe
Zeb Ghauri
Ghazal
bad-KHaslatii se baaz kab aataa hai bad-nihaad
kam-zarf o be-zamiir pe laa'nat hii kyo.n na ho