SEARCH RESULTS
Showing search results for "pagle"
Nazm MATCHES FOR "pagle"
Nazm
Khaali makan
''ko.ii nahii.n is ghar me.n ko.ii nahii.n pagle
kis se milne roz yahaa.n tuu aataa hai''
Mohammad Alvi
Nazm
ek purana shahr
un se sar Takraate lamho.n ke ye pagle saa.e
mamlikat-e-fardaa kaa rasta kaun unhe.n dikhlaa.e
Makhmoor Saeedi
Nazm
maya-jal
pagle duniyaa maayaa-jaal
tuu kis kaa aur kaun hai teraa muurakh tujh ko vahm ne gheraa
Shree Amar Amritsari
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
shikwa
ham se pahle thaa ajab tere jahaa.n kaa manzar
kahii.n masjuud the patthar kahii.n ma.abuud shajar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
zindagi se Darte ho
us gha.Dii kii aamad kii aagahii se Darte ho
pahle bhii to guzre hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
pichhle pahr kii koyal vo sub.h kii mo.azzin
mai.n us kaa ham-navaa huu.n vo merii ham-navaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
jannat ik aur hai jo mard ke pahluu me.n nahii.n
us kii aazaad ravish par bhii machalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
shayad
ki ab tum mujh ko pahle se ziyaada yaad aatii ho
hai dil Gamgii.n bahut Gamgii.n
Jaun Eliya
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo KHat jo kabhii mai.n ne na pa.Dhe
mat roko inhe.n paas aane do