SEARCH RESULTS
Showing search results for "parcham-e-zar"
Nazm MATCHES FOR "parcham-e-zar"
Nazm
pahla jashn-e-azadi
har ek baam pe ik parcham-e-zar-afshaa.n hai
har ek samt nigaaraan-e-yaasmii.n-paikar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ahl-e-junun
jab bhii mahtaab-e-zar-afshaa.n ke ho chehre pe naqaab
jaan ham rakh ke hathelii par ulaT dete hai.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ek sawal
hai.n kahaa.n parcham-e-shah-e-KHuu.n-KHvaar
rashk-e-jamshed faKHr-e-askandar
Niyaz Haidar
Nazm
shikast
jahaa.n se parcham-e-dast-e-hunar buland hu.aa
zamii.n aqiida-e-fardaa se laala-ra.ng hu.ii
Iftikhar Arif
Nazm
ishwar pararthna
haath me.n ho parcham-e-aazaadii-e-hindostaa.n
gaa rahii ho.n giit aazaadii kaa har suu vaadiyaa.n
Tika Ram Sukhan
Nazm
KHuda gawah
mirii hayaat ke ik ik varaq pe likkhii hai
jo tuu ne raah me.n chho.Daa thaa parcham-e-tag-o-dau
Yahya Amjad
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
paivand-e-rah-e-kuucha-e-zar chashm-e-Gazaalaa.n
paabos-e-havas afsar-e-shamshaad-qadaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nasl-e-nau ke liye
parcham-e-amn ko lahlahaate chale.n
ham ko apne se jaisaa zamaana milaa
Ashhar Nadeemi
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
jis se miltii hai nazar bosa-e-lab kii suurat
itnaa raushan ki sar-e-mauja-e-zar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
waqt katib hai
mish.al-e-harf liye parcham-e-himmat thaame
apne KHvaabo.n ke ta.aaqub me.n ravaa.n