SEARCH RESULTS
Showing search results for "qafas"
Nazm MATCHES FOR "qafas"
Nazm
parinde ki fariyaad
aatii nahii.n sadaa.e.n us kii mire qafas me.n
hotii mirii rihaa.ii ai kaash mere bas me.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
taa-taraashii KHvaaja-e-az-barahman kaafir tirii
hai vahii saaz-e-kuhan maGrib kaa jamhuurii nizaam
Allama Iqbal
Nazm
zabta
ye zaabta hai haqiiqat ko ik fasaana kahuu.n
ye zaabta hai qafas ko hii aashiyaana kahuu.n
Habib Jalib
Nazm
wo chup rahne ko kahte hain jo hum fariyaad karte hain
asiiraan-e-qafas se kaash ye sayyaad kah detaa
raho aazaad ho kar ham tumhe.n aazaad karte hai.n
Ram Parsad Bismil
Nazm
nama-e-jaanan
ab qafas hii ko nasheman kaa badal jaan liyaa
ab kahaa.n taaqat-e-parvaaz paro.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
august-1952
ahl-e-qafas kii sub.h-e-chaman me.n khulegii aa.nkh
baad-e-sabaa se va.ada-o-paimaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
qafas hai bas me.n tumhaare tumhaare bas me.n nahii.n
chaman me.n aatish-e-gul ke nikhaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mera hona na hona
to har ik shai
na hone ke qafas kii tiiliyo.n ko to.D kar rakh de
Mohsin Naqvi
Nazm
inqalab
qafas me.n band tire ham-safiir hai.n kab se
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai