SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasr-e-naaz"
Nazm MATCHES FOR "qasr-e-naaz"
Nazm
mazdur aurten
tuu aur zeb-o-ziinat-e-alvaan-e-zar-nigaar
kyaa tere qasr-e-naaz kii hiltii nahii.n zamii.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
nam-o-nang
aisaa baatil tilism-e-ra.ng hu.aa
munhadim qasr-e-naam-o-na.ng hu.aa
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
gurez
mubaarak tumhe.n qasr-o-aivaa.n tumhaare
vo dil-daada-e-qasr-o-aivaa.n nahii.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tamir
aag aur KHuun ugalte hu.e sayyaare ko
phir tiraa qasr-e-tarab-naak banaanaa hogaa
Mustafa Zaidi
Nazm
madh
har daur me.n sar hote hai.n qasr-e-jam-o-daaraa
har ahd me.n diivaar-e-sitam hotii hai tasKHiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
har viiraa.n ghar, har ek kha.nDar
ham paa-e-qasr-e-daaraa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
abhi mausam nahin aaya
ai kaar-e-junuu.n
kaar-e-numuu aaGaaz hone me.n abhii kuchh der baaqii hai
Ayub Khawar
Nazm
buzdil
miraa vajuud hai aur shahr-e-sa.ng-baaraa.n hai
bachaa.uu.n jaan ki ta.amiir-e-qasr-e-zaat karuu.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
jaeza
ye dar-o-baam-e-havas tamkanat-e-qasr-e-sitam
raat kaT jaa.egii khul jaa.egaa zulmat kaa bharam
Muslim Shameem
Nazm
qaid se najat
arrahiil ai mashaqqat-e-har-zor
al-firaaq ai hujuum-e-naa-chaarii
Muneer Shikohabadi
Nazm
gham-e-jamhur
jhukegaa KHaak pe ye qasr-e-aasmaa.n ik din
hamaare zer-e-qadam hogii kahkashaa.n ik din