SEARCH RESULTS
Showing search results for "qisaas"
Nazm MATCHES FOR "qisaas"
Nazm
adl-e-jahangiri
ham ko maqtuul kaa lenaa nahii.n manzuur qisaas
qatl kaa hukm jo ruk jaa.e to hai mustahsan
Shibli Nomani
Nazm
hum izafi miTTi se bane
aur ham faqat logo.n ko dohraate rahe
ham be-ehtiyaat lamho.n kaa qisaas nahii.n the
Zahid Imroz
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat ho gai tum se
mai.n qissa muKHtasar kar ke
zaraa niichii nazar kar ke
Zubair Ali Tabish
Nazm
sab maya hai
ma.aluum hame.n sab qais miyaa.n kaa qissa bhii
sab ek se hai.n, ye raa.njhaa bhii ye 'inshaa' bhii
Ibn e Insha
Nazm
jibrail-o-iblis
gar kabhii KHalvat mayassar ho to puuchh allaah se
qissa-e-aadam ko ra.ngii.n kar gayaa kis kaa lahuu
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri KHat
al-qissa ma.aal-e-Gam-e-ulfat pe ha.nso tum
yaa ashk bahaatii raho fariyaad karo tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
naGma-e-bedaarii-e-jamhuur hai saamaan-e-'aish
qissa-e-KHvaab-aavar askandar-o-jam kab talak
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
al-qissa bahut tuul diyaa vaaz ko apne
taa-der rahii aap kii ye naGz-bayaanii
Allama Iqbal
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab