SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukhsat"
Nazm MATCHES FOR "rukhsat"
Nazm
shikwa
ham to ruKHsat hu.e auro.n ne sa.nbhaalii duniyaa
phir na kahnaa hu.ii tauhiid se KHaalii duniyaa
Allama Iqbal
Nazm
KHamosh aawaz
tum ko ha.ns kar ruKHsat kar duu.n
sab kuchh mai.n ne ha.ns ke sahaa hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
heart-attack
silsila-vaar pataa dene lagii.n
ruKHsat-e-qaafila-e-shauq kii tayyaarii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
influenza se corona tak
ruKHsat kiyaa thaa
apne sab se ba.De KHvaab ko apnii aa.nkho.n ke aage uja.Dte hu.e
Tahzeeb Hafi
Nazm
aaKHiri bar milo
phir na dahke.nge kabhii aariz-o-ruKHsaar milo
maatamii hai.n dam-e-ruKHsat dar-o-diivaar milo
Mustafa Zaidi
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ramaen ka ek sin
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hinDola
vatan se ruKHsat-e-'siddhaarth' 'raam' kaa ban-baas
vafaa ke baa'd bhii 'siitaa' kii vo jalaa-vatanii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
vaqt-e-ruKHsat unhe.n itnaa bhii na aa.e kah kar
god me.n aa.nsuu kabhii Tapke jo ruKH se bah kar
Ram Parsad Bismil
Nazm
farishte aadam ko jannat se ruKHsat karte hain
ataa hu.ii hai tujhe roz o shab kii betaabii
KHabar nahii.n ki tuu KHaakii hai yaa ki siimaabii!
Allama Iqbal
Nazm
nazm bahut aasan thi pahle
KHaalii kaaGaz ko
KHaalii hii chho.D ke ruKHsat ho jaatii hai
Nida Fazli
Nazm
rishwat
illa-e-rishvat ko is duniyaa se ruKHsat kiijiye
varna rishvat kii dha.Dalle se ijaazat diijiye
Josh Malihabadi
Nazm
KHud se milne ki fursat kise thi
shikasta u.Daano.n ke TuuTe hu.e par sameTuu.ngii
tujh ko badan kii ijaazat se ruKHsat karuu.ngii