SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukn"
Nazm MATCHES FOR "rukn"
Nazm
ek purani kahani
duusraa chor bhii rukn-e-insaaf ke paas laayaa gayaa
aur mehmaan-e-zindaa.n hu.aa
Zehra Nigaah
Nazm
daulat
aur aakar ye kahe vo sangh kaa ik rukn ban.naa chaahtaa hai
ham use manzuur kar lete hai.n bhikshuu
Satyapal Anand
Nazm
shikwa
aa.e ushshaaq ga.e vaada-e-fardaa le kar
ab unhe.n Dhuu.nD charaaG-e-ruKH-e-zebaa le kar
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
vo to diivaana hai bastii me.n rahe yaa na rahe
ye zaruurii hai hijaab-e-ruKH-e-lailaa na rahe
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
chamak uThe hai.n salaasil to ham ne jaanaa hai
ki ab sahar tire ruKH par bikhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ajnabi sham
sab kaa ruKH hai nashemano.n kii taraf
bastiyo.n kii taraf bano.n kii taraf
Jaun Eliya
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at