SEARCH RESULTS
Showing search results for "shajar"
Nazm MATCHES FOR "shajar"
Nazm
shikwa
ham se pahle thaa ajab tere jahaa.n kaa manzar
kahii.n masjuud the patthar kahii.n ma.abuud shajar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
shajar-e-fitrat-e-muslim thaa hayaa se namnaak
thaa shujaa.at me.n vo ik hasti-e-fauq-ul-idraak
Allama Iqbal
Nazm
sapna aage jata kaise
bahut shajar the tho.De ghar the
jin ko thaa duurii ne gheraa
Muneer Niyazi
Nazm
zooming
viiraa.n galii ke mo.D pe tanhaa saa ik shajar
tanhaa shajar ke saa.e me.n chhoTaa saa ik makaan
Ashfaq Husain
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
mai.n kaise shajar se kaT ga.ii thii
kis chhaa.nv ko tark kar diyaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
hitch-hiker
tuu bhii aisaa hii dil-aaraam shajar hai jis ne
mujh ko is dasht-e-qayaamat se bachaa.e rakhaa
Ahmad Faraz
Nazm
nanak
aah bad-qismat rahe aavaaz-e-haq se be-KHabar
Gaafil apne phal kii shiiriinii se hotaa hai shajar
Allama Iqbal
Nazm
nazm
mai.n Dhuu.nDhtaa thaa shajar aasmaa.n ke hote hu.e
tire firaaq me.n thaa do jahaa.n ke hote hu.e
Balmohan panday
Nazm
jugnu
pas-e-sukuun-e-shajar ko.ii dil dha.Daktaa thaa
mai.n dekhtaa thaa use hastii-e-bashar kii tarah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
Guruub-e-mahr me.n ra.ngo.n kaa jaagtaa jaaduu
shafaq ke shiish-mahal me.n gudaaz-e-pinhaa.n se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
paiwasta rah shajar se umid-e-bahaar rakh
ڈالي گئي جو فصل خزاں ميں شجر سے ٹوٹ
ممکن نہيں ہري ہو سحاب بہار سے
Allama Iqbal
Nazm
eid
kis ne kar diye paamaal saaya-daar shajar
ja.De.n kahii.n pe kaTii.n aur kahii.n bache na samar
Shifa Kajgavnwi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
jo shajar TuuT jaataa hai phaltaa nahii.n
vaapsii mausamo.n kaa muqaddar to hai