SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikast-e-sa.ng"
Nazm MATCHES FOR "shikast-e-sa.ng"
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
shikast
zamiin-e-sa.ng se suuraj ugaane vaale haath
kise KHabar thii ki us shahr me.n qalam ho.nge
Iftikhar Arif
Nazm
ghaul-e-bayabani
dil-e-figaar ko shikast-e-shiisha-e-nigaar-e-KHvaab kii KHabar milii
magar ye kyaa Gazab hu.aa
Hammad Younus
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
huu.n to naakaam pe hote hai.n mujhe kaam bahut
mudda.aa mahv-e-tamaashaa-e-shikast-e-dil hai
Noon Meem Rashid
Nazm
aulad
bahaar aa.egii phuuTegii shaaKH se ko.npal
shikast-e-barg-e-KHizaa.n se yaqiin hotaa hai
Qaisarul Jafri
Nazm
shikast-e-zindan
shikast-e-majlish-o-zindaa.n kaa vaqt aa pahu.nchaa
vo tere KHvaab haqiiqat me.n Dhaal aa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sargoshi
shikast-e-saaz-e-mohabbat se sozish-e-Gam se
har ek aariz-e-gulguu.n se shabnam-aaluuda
Ahmad Rahi
Nazm
KHizan ke phul
ye tiira bazm-e-jahaa.n ye shikast-e-qalb-o-nazar
mahal banaa.e hai.n qaaruuniyo.n ne laasho.n par
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
ayaadat
mere savaad-e-shauq kaa KHurshiid-e-niim-shab
azm-e-shikast-e-maah-jabiinaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
alf-e-laila ki aaKHiri subh
bahaana ko.ii nahii.n
bas ab ki ma.aal-e-shikast-e-bayaa.n kii baarii hai
Aziz Qaisi
Nazm
namrud ki KHudai
shikast-e-ra.ng-e-azaar-e-mahbuub bhii gavaaraa
magar yahaa.n to kha.nDar dilo.n ke,
Noon Meem Rashid
Nazm
kuchh agar hai to mile
KHvaab vo KHvaab ki ho jis tamaazat kaa fusuu.n-zaad
KHvaab vo KHvaab ki ban jaa.e shikast-e-be-daad