SEARCH RESULTS
Showing search results for "shor-e-anaa"
Nazm MATCHES FOR "shor-e-anaa"
Nazm
kya kah gai hai bagh se baad-e-KHizan na puchh
fitna ko.ii jahaa.n me.n nayaa jaagtaa na ho
uThThaa hai kyo.n ye shor-e-Gam-e-naa-gahaa.n na puuchh
Inam Thanvi
Nazm
eid
hai shor-e-naala-o-aah-o-buka chahaar taraf
kahaa.n kii eid hai maatam bapaa chahaar taraf
Shifa Kajgavnwi
Nazm
naya janm
ko.ii aa.e to vo haatho.n me.n machal ke rah jaa.e
shor-e-be-rabti-e-aaha.ng me.n Dhal ke rah jaa.e
Zubair Rizvi
Nazm
al-aman al-aman
KHatm hotaa nahii.n shor-e-aah-o-fuGaa.n
hai azal se abad tak yahii daastaa.n
Naz Butt
Nazm
nazr-e-watan
phir shauq se mile.nge kisii gul-ezaar se
phir lab pe shor-e-bulbul-e-mastaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
rihai
qaidiyo.n ne saf-e-maatam bhii bichaa.ii lekin
shor-e-zanjiir-e-alam phir bhii magar kam na hu.aa
Ayaz Bilgrami
Nazm
zaifa
rau.ngTe saare kha.De hai.n saa.ns lenaa hai vabaal
al-amaa.n shor-e-sagaan-e-raah o GoGaa-e-shaGaal
Josh Malihabadi
Nazm
laik wek
Duubtii aaho.n karaaho.n kaa ye shor-e-be-tahaashaa
TuuTtii saa.nso.n kii jhankaare.n
Nisar Nasik
Nazm
teri aarzu
jis tarah doshiiza-e-fitrat ke aariz par ha.nsii
jis tarah shor-e-Gam-e-dil me.n tilism-e-KHaamushii
Rishi Patialvi
Nazm
be-nishan hone se pahle
ko.ii ik aaha.ng de de.n
is se pahle ki ye shor-e-naa-tamaam
Abdul Ahad Saaz
Nazm
lauh-e-ayyam
dasht dariyaa koh
aur ye zindagii kaa shor-e-baa-taG.iir sab baaqii rahegaa
Shahram Sarmadi
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
is hazii.n KHaamushii me.n na lauTegaa kyaa
shor-e-aavaaz-e-haq, naara-e-giir-o-daar