SEARCH RESULTS
Showing search results for "tab-e-garmii-e-raftaar"
Nazm MATCHES FOR "tab-e-garmii-e-raftaar"
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dard-e-dil
shauq-e-shohrat havas-e-garmii-e-baazaar nahii.n
dil vo yuusuf hai jise fikr-e-KHariidaar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sati
garmi-e-ha.ngaama-e-mahshar tirii mahfil me.n hai
sard jo hotii nahii.n vo aag tere dil me.n hai
Suroor Jahanabadi
Nazm
ai dost
tirii sarisht me.n muzmar hai garmii-e-parvaaz
falak ke chaa.nd sitaaro.n ko chuum le uTh kar
Bismil Dehlavi
Nazm
nazrana
ek hii raat sahii garmii-e-ha.ngaama-e-ishq
ek hii raat me.n jal marte hai.n parvaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
bint-e-lamhat
tumhaare lahje me.n jo garmii o halaavat hai
use bhalaa saa ko.ii naam do vafaa kii jagah
Akhtarul Iman
Nazm
gham-e-hayat
isii se garmii-e-bazm-e-hayaat baaqii hai
yahii hai dahr ke har inqalaab kaa baanii
Daud Ghazi
Nazm
hindostan
hai is ke dam se garmii-e-ha.ngaama-e-jahaa.n
maGrib kii saarii raunaq isii ik dukaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
trahdar kahan se laun
jhuuT kii garmii-e-baazaar kahaa.n se laa.uu.n
raqs-e-be-ma.anii kii jhankaar kahaa.n se laa.uu.n