SEARCH RESULTS
Showing search results for "tab-e-garmii-e-raftaar"
Ghazal MATCHES FOR "tab-e-garmii-e-raftaar"
Ghazal
yak-qalam kaaGaz-e-aatish-zada hai safha-e-dasht
naqsh-e-paa me.n hai tab-e-garmii-e-raftaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
shoKHii-e-garmii-e-raftaar dikhaate na chalo
fitna-e-hashr ko siimaab bataate na chalo
Tanvir Dehlvi
Ghazal
ai umr-e-ravaa.n garmii-e-raftaar kahaa.n tak
gardish me.n rahe.n suurat-e-parkaar kahaa.n tak
Fakhar Lala
Ghazal
havaa-e-garmii-e-suud-o-ziyaa.n se ruuTh ga.e
zaraa sii baat pe saare jahaa.n ruuTh ga.e
Khurshidul islam
Ghazal
mujh ko dimaaG-e-garmii-e-baazaar hai kahaa.n
afsurdagii me.n lazzat-e-guftaar hai kahaa.n
Talib Chakwali
Ghazal
sitam-e-garmii-e-sahraa mujhe ma.aluum na thaa
KHushk ho jaa.egaa dariyaa mujhe ma.aluum na thaa
Kamal Jafari
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
garmii-e-hasrat-e-naakaam se jal jaate hai.n
ham charaaGo.n kii tarah shaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
sardii-o-garmii-o-barsaat me.n aa jaataa hai
mujh se milne vo mazaafaat me.n aa jaataa hai
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
ham zamaane ke ruKH-o-raftaar kii baate.n kare.n
ab vo lutf-e-garmii-e-raftaar-e-jaanaanaa gayaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
garmii-e-shauq-e-nazaaraa kaa asar to dekho
gul khile jaate hai.n vo saaya-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
garmi-e-pahluu-e-dildaar ne sone na diyaa
mujh ko rangiini-e-afkaar ne sone na diyaa
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
dikhaa.ii kyuu.n na mujhe aa ke garmii-e-raftaar
balaa se aap kii meraa buKHaar ba.Dh jaataa
Rasheed lakhnavi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa