SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahreek e"
Nazm MATCHES FOR "tahreek e"
Nazm
id
merii jaanib se sahii tahriik-e-takmiil-e-vafaa
lekin is ko aap kii taa.iid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
eid
merii jaanib se sahii tahriik-e-takmiil-e-vafaa
lekin us ko aap kii taa.iid honii chaahiye
Maikash Hyderabadi
Nazm
mahatma-gandhi
nafrat se bharii aag bujhaa dii us ne
tahriik-e-navaa khulii dabaa dii us ne
Charkh Chinioti
Nazm
railiyan hi railiyan
mulk me.n tahriik-e-aazaadii kaa aayaa daur jab
mashGale tafriih ke, Dhuu.nDe ga.e kuchh aur tab
Raza Naqvi Vahi
Nazm
sarojini naidu
hind kii tahriik-e-aazaadii me.n teraa naam hai
qaabil-e-taqliid teraa vo misaalii kaam hai
Syeda Farhat
Nazm
aurat
ye anaasir ek muddat tak rahe garm-e-amal
aaKHirii tahriik-e-ismat se hu.e aapas me.n hal
Shaad Aarfi
Nazm
chand ka husn
chaa.nd ke dasht me.n insaan ne kii hai tahqiiq
kholaa hai chaa.nd pe tahriik-o-amal kaa nayaa baab
Salam Sandelvi
Nazm
ai arz-e-watan
tahriik-e-amal hai na kahii.n fikr-e-baqaa hai
maazii kii rivaayaat se ab kaam hii kyaa hai
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Nazm
aaj ki duniya
ye daaman-e-ajal hai ki tahriik-e-Gaib hai
kyaa shai havaa-e-dahr ko sankaa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
muraqqa.a hai hasii.n tahriik-e-afsaanii ke KHaako.n kaa
mukammal ijtimaa-e-gauhar-ayyaam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
dua
miraa jism tahliil-e-Gam ho chuke jab
to ban jaa.e KHuu.n-gashta-e-faryaad yaarab
Meem Hasan Lateefi
Nazm
azm
likhii ga.ii thii usii raat me.n kitaab-e-vafaa
us ek raat ko tahriir ko.ii kaise kare
Tariq Qamar
Nazm
barf ki ek safed chadar par
amn insaa.n ke naam likhaa gayaa
log ab puuchhte hai.n ai 'taariq'
Tariq Qamar
Nazm
sisakti mazlumiyat ke nam
Gam-o-alam kaa ye ik jahaa.n hai
lahuu se tahriir daastaa.n hai
Tariq Qamar
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
'taariq' kyaa kabhii qaum kaa nauha bhii likhoge
yaa bas dar-e-daulat kaa qasiida hii likhoge