SEARCH RESULTS
Showing search results for "turk-e-falak"
Nazm MATCHES FOR "turk-e-falak"
Nazm
sachche watan-parast ka git
zindagaanii me.n to milne se jhijaktii hai 'falak'
KHalq ko yaad mirii ba.ad-e-fanaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
KHush-amdid
turk-e-shiiraaz ho tum hafiz-e-shiiraaz huu.n mai.n
ab samarqand-o-buKHaaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Nazm
KHush-amdid
turk-e-shiiraaz ho tum hafiz-e-shiiraaz huu.n mai.n
ab samarqand-o-buKHaaraa hai tumhaarii KHaatir
Anjum Azmi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
go raqqaasa-e-auj-e-falak thii
us me.n kahaa.n ye nok-palak thii
Akbar Allahabadi
Nazm
insan
ibn-e-aadam ya.anii ye parvarda-e-jaur-e-falak
shaayad ab is par mashiyyat mehrbaa.n hone ko hai
Fazlurrahman
Nazm
ajnabi
zer-e-mehraab-e-falak qaafila-e-umr-e-ravaa.n
taan u.Daate hu.e sarmast o javaa.n guzraa thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
sar-e-tur
bazm-e-sayyaargaan-e-falak-sair me.n
ik hunar-mand sayyaara-gar aa gayaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
mera watan
baam-e-falak pe cha.Dh kar dekhaa hai jis ne niichaa
jaur-e-falak ne jis jaa ulTii bahaa.ii ga.ngaa
Ahmad Azimabadi
Nazm
ab KHub hansega diwana
ab jaa.Daa jhanDe gaa.Degaa
aur fiil-e-falak chi.nghaa.Degaa