SEARCH RESULTS
Showing search results for "udaas"
Nazm MATCHES FOR "udaas"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
udaas tanhaa.iyo.n ke lamho.n
me.n naach uTThe.ngii ye apsaraa.e.n
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
guzar ga.e ka.ii mausam ka.ii rute.n badlii.n
udaas tum bhii ho yaaro udaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
udaas rah hai ko.ii daastaa.n sunaa.egii
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhe.n udaas saa paataa huu.n mai.n ka.ii din se
na jaane kaun se sadme uThaa rahii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
intizar
udaas aa.nkhe.n tirii diid ko tarastii hai.n
bahaar-e-husn pe paabandii-e-jafaa kab tak
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
tumhaaraa dard mujhe bhii udaas rakhtaa hai
qariib aa ke bahut duur ho ga.ii ho tum
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
muflisi
jab muflisii se hove kalaavant kaa dil udaas
phirtaa hai le tambuure ko har ghar ke aas-paas
Nazeer Akbarabadi
Nazm
akele kamre mein
kashish nahii.n hai tumhaare binaa bahaaro.n me.n
ye chhat ye chaa.nd sitaare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
mire makaan ke aage hai ek chau.Daa sahn vasii.a
kabhii vo ha.nstaa nazar aataa hai kabhii vo udaas
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ramaen ka ek sin
iz.haar-e-be-kasii se sitam hogaa aur bhii
dekhaa hame.n udaas to Gam hogaa aur bhii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
radd-e-amal
teraa milnaa KHushii kii baat sahii
tujh se mil kar udaas rahtaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
aan ik ik tumhaarii bhaatii thii
jo adaa thii vo jii lubhaatii thii