SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu duniya"
Nazm MATCHES FOR "urdu duniya"
Nazm
urdu
rahegaa qaa.em-o-daa.em mudaam duniyaa me.n
chalegaa sikka-e-urdu tamaam duniyaa me.n
Asad Ahmad Mujaddadi Asad
Nazm
aah zor sahab
kaun duniyaa se uTh gayaa mohsin
kis ke Gam me.n ye kho ga.ii urdu
Sulaiman Khateeb
Nazm
hamari zaban
duniyaa kii boliyo.n se matlab nahii.n hame.n kuchh
urdu hai dil hamaaraa urdu hai jaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
urdu
hindostaa.n se chal kar europe pahu.nch ga.ii hai
duniyaa pe chhaa rahii hai urdu zabaa.n hamaarii
Nishtar Jalandhari
Nazm
allama iqbaal
rind-e-mashriq tirii mastii me.n thii KHuddaarii bhii
terii har baat me.n thii ek tarahdaarii bhii
Shadan Barabankvi
Nazm
urdu zaban bolo
ai mere pyaare bachcho ai mere achchhe bachcho
urdu zabaan bolo urdu zabaan bolo
Raza-ul-Rahman Akif Sanbhali
Nazm
be-zaban urdu
diyaa paiGaam us ne ektaa kaa bhaa.ii-chaare kaa
rahii diivaar ban kar nafrato.n ke darmiyaa.n urdu
Rahbar Jaunpuri
Nazm
hamari zaban
urdu kaho yaa hindostaanii
is kii ba.Daa.ii duniyaa ne maanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
urdu
KHitta-e-arz pe kyaa shaan hai terii urdu
tuu mirii ziist kaa armaan hai merii urdu
Habeeb Jaunpuri
Nazm
tarana-e-reKHta
sar cha.Dh ke boltaa hai urdu zabaa.n kaa jaaduu
hindostaa.n kii miTTii ke aasmaa.n kaa jaaduu
Farhat Ehsas
Nazm
mirza ghaalib
maadar-e-hind ke fankaar the mirzaa 'Gaalib'
apne fan me.n ba.De hushyaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
masnawi kya hai
lafz masnaa se ye jo miyaa.n hai banii
do ke ma.anii ko zaahir kare masnavii
Hafiz Karnataki
Nazm
madar-e-hind ka KHitab
hinduu bhii mujhe pyaare muslim bhii mujhe pyaare
mere liye dono.n hai.n aa.nkho.n ke mirii taare