SEARCH RESULTS
Showing search results for "vailen"
Nazm MATCHES FOR "vailen"
Nazm
jawab-e-shikwa
vaa.iz-e-qaum kii vo puKHta-KHayaalii na rahii
barq-e-tab.ii na rahii shola-maqaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
raato.n ko chalne vaale rah jaa.e.n thak ke jis dam
ummiid un kii meraa TuuTaa hu.aa diyaa ho
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
gaanaa ise samajh kar KHush ho.n na sun.ne vaale
dukhte hu.e dilo.n kii fariyaad ye sadaa hai
Allama Iqbal
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
ham log mohabbat vaale hai.n
tum KHanjar kyuu.n lahraate ho
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa