SEARCH RESULTS
Showing search results for "xre"
Nazm MATCHES FOR "xre"
Nazm
muhasara
ki raat jab kisii KHurshiid ko shahiid kare
to sub.h ik nayaa suuraj taraash laatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
diwangi rahe baqi
mirii talaash tirii dilkashii rahe baaqii
KHudaa kare ki ye diivaangii rahe baaqii
Nida Fazli
Nazm
dard aaega dabe panw
aur kuchh der me.n jab phir mire tanhaa dil ko
fikr aa legii ki tanhaa.ii kaa kyaa chaara kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
kaho ki ab ko.ii taajir idhar kaa ruKH na kare
ab is jagah ko.ii ku.nvaarii na bechii jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
ye aadmii hii karte hai.n sab kaar-e-dil-paziir
yaa.n aadmii muriid hai aur aadmii hii piir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
aani-o-faanii tamaam mojaza-haa-e-hunar
kaar-e-jahaa.n be-sabaat kaar-e-jahaa.n be-sabaat
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
pahle apne paikar-e-KHaakii me.n jaa.n paidaa kare
phuu.nk Daale ye zamiin-o-aasmaan-e-musta'aar