SEARCH RESULTS
Showing search results for "yahaa.n"
Nazm MATCHES FOR "yahaa.n"
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
jo tumhaarii hii samt khulte hai.n
band kar duu.n kuchh is tarah ki yahaa.n
Jaun Eliya
Nazm
sab maya hai
jab dekh liyaa har shaKHs yahaa.n harjaa.ii hai
is shahr se duur ik kuTiyaa ham ne banaa.ii hai
Ibn e Insha
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
is shahr me.n phir kyaa dekhoge
jab harf yahaa.n mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
KHaala ko maar nikaalaa hai
yaa jangal ke raajaa ke yahaa.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
jibrail-o-iblis
ab yahaa.n merii guzar mumkin nahii.n mumkin nahii.n
kis qadar KHaamosh hai ye aalam-e-be-KaaKH-o-kuu
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
yahii fazaa thii yahii rut yahii zamaana thaa
yahii.n se ham ne mohabbat kii ibtidaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
chakle
yahaa.n piir bhii aa chuke hai.n javaa.n bhii
tanau-mand beTe bhii abbaa miyaa.n bhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
dekhaa to aadmii hii yahaa.n misl-e-raa.ng hai
faulaad se ga.Dhaa hai so hai vo bhii aadmii