SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabt-e-aah-e-aatishii.n"
Nazm MATCHES FOR "zabt-e-aah-e-aatishii.n"
Nazm
shayad ki bahaar aai
aah-e-dil-e-muztar kii taasiir nazar aa.ii
kyaa KHvaab-e-mohabbat kii ta.abiir nazar aa.ii
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
eid
hai shor-e-naala-o-aah-o-buka chahaar taraf
kahaa.n kii eid hai maatam bapaa chahaar taraf
Shifa Kajgavnwi
Nazm
wadi-e-pinhan
Gam-nasiib ahriimano.n ko girya-e-aah-o-fuGaa.n
kaash batlaa de ko.ii
Noon Meem Rashid
Nazm
al-aman al-aman
KHatm hotaa nahii.n shor-e-aah-o-fuGaa.n
hai azal se abad tak yahii daastaa.n
Naz Butt
Nazm
sukut-e-shab
na siskiyo.n kaa ko.ii irti.aash zholiida
na duud-e-aah-o-fuGaa.n kii ko.ii giraa.nbaarii
Azhar Qadiri
Nazm
raftagan
dasht-e-vafaa me.n daavat-e-diivaangii kise
majbuur Gam ko ruKHsat-e-aah-e-sahar kahaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
taamiir-e-KHudii kar asar-e-aah-e-rasaa dekh
KHurshiid-e-jahaa.n-taab kii zau tere sharar me.n
Allama Iqbal
Nazm
aah be-tasir
agar fursat milii ham ko zamaane kii kashaakash se
tujhe bhii ek din ai aah-e-pur-taasiir dekhe.nge
Sakeena Mahmood
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah paa-e-band-e-naala-o-aah
yuu.n hii majaal-e-tbaah-o-KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
padmani
aah o ishva o andaaz o adaa kii devii
aah o hind ke naamuus-e-vafaa kii devii
Suroor Jahanabadi
Nazm
qatra-e-shabnam
yaa pasiina hai kisii maashuuq ke ruKHsaar kaa
yaa ko.ii qatra hai duud-e-aah-e-aatish-baar kaa
Hamid Hasan Qadri
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise samundar kii thaah me.n pinhaa.n
siyaahii jaise KHam-e-duud-e-aah me.n pinhaa.n