SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabt-e-aah-e-aatishii.n"
Ghazal MATCHES FOR "zabt-e-aah-e-aatishii.n"
Ghazal
falak jo chaahe ham par zulm kar le
abhii to zabt-e-aah-e-aatishii.n hai
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
achchhaa qisaas lenaa phir aah-e-aatishii.n se
aa.o idhar pasiina to puuchh duu.n jabii.n se
Siraj Lakhnavi
Ghazal
na terii yaad na vo lutf-e-aah-e-niim-shabii
dil-o-dimaaG hu.e vaqf-e-ranj-e-be-sababii
Ali Minai
Ghazal
asar-e-aah-e-dil-e-zaar kii afvaahe.n hai.n
ya.anii mujh par karam yaar kii afvaahe.n hai.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
darmaandagii-e-aah-e-shab-giir ko kyaa kahiye
ik naala-e-be-kas kii taasiir ko kyaa kahiye
Panna Lal Noor
Ghazal
mujh ko dimaaG-e-shevan-o-aah-o-fuGaa.n nahii.n
ik aatish-e-KHamosh huu.n jis me.n dhu.aa.n nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
paataa nahii.n jo lazzat-e-aah-e-sahar ko mai.n
phir kyaa karuu.ngaa le ke ilaahii asar ko mai.n
Asghar Gondvi
Ghazal
ko.ii fazaa-e-aah-o-fuGaa.n me.n nahii.n rahaa
yaa'nii sukuun-e-dil ke jahaa.n me.n nahii.n rahaa
Miqdad Ahsan
Ghazal
unhe.n haqiiqat-e-aah-o-fuGaa.n nahii.n ma.aluum
kahaa.n hai aag kidhar hai dhu.aa.n nahii.n ma.aluum
Natiq Azmi
Ghazal
shikva na ho tasalsul-e-aah-o-fuGaa.n rahe
vo chaahte hai.n aag na bha.Dke dhu.aa.n rahe
Tajammul Hussain Akhtar
Ghazal
azal kii yaad me.n mai.n garm-e-aah-e-sard hu.aa
lagii thii choT kabhii aur aaj dard hu.aa
Raghib Badayuni
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
asar kiyaa hai ye ai aah-e-naa-rasaa kaisaa
vo mujh pe raat ko ulTaa hu.aa KHafaa kaisaa