SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-nasheman"
Nazm MATCHES FOR "zauq-e-nasheman"
Nazm
be-nang-o-nam
ye bajaa hai ki tujhe zauq-e-nasheman na milaa
ye Galat hai ki mujhe hasrat-e-taamiir na thii
Shaz Tamkanat
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
wo harf-e-tanha
hame.n mu.arraa ke KHvaab de do
(ki sab ko baKHshe.n ba-qadr-e-zauq-e-nigah tabassum)
Noon Meem Rashid
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii mahbuub aisii diida-e-qudrat me.n hai
zauq-e-hifz-e-zindagii har chiiz kii fitrat me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
ai nai nasl
yahii.n nikhraa thaa zauq-e-naGma-garii
yahii.n utraa thaa sher kaa ilhaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na zauq-e-jaam-o-mai-kada na but-kade kii aarzuu
na tauf kuu-e-yaar kaa na hasrate.n na justujuu
Qaisar Amravatwi
Nazm
zamin ka bojh
magar kuchh log 'anjum' is jahaa.n me.n
jinhe.n zauq-e-jahaa.n-biinii milii thii
Anjum Usman
Nazm
naya husn
kitnii ra.ngii.n hai fazaa kitnii hasii.n hai duniyaa
kitnaa sarshaar hai zauq-e-chaman-aaraa.ii aaj
Kaifi Azmi
Nazm
jawab-e-shikwa
jin ko aataa nahii.n duniyaa me.n ko.ii fan tum ho
nahii.n jis qaum ko parvaa-e-nasheman tum ho
Allama Iqbal
Nazm
status marriage
thaa la.Dakpan se use zauq-e-kutub-biinii magar
zinda rahtii thii kitaab-e-aasmaanii ke baGair
Khalid Irfan
Nazm
dua
ba.Daa suruur sahii tujh se ham-kalaamii me.n
bas ek baar magar zauq-e-KHud-kalaamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nazr-e-watan
phir zauq-e-mai-kashii ko hai me.araaj kii talab
kausar kaa baada chaa.nd kaa paimaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
hikayat-e-gurezan
is anokhii jasaarat pe sab muskuraa.e
mai.n ki KHud mahram-e-zauq-e-parvaaz