Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Sher on Paigham

zarūr aman ka paiġhām le gayā thā kahīñ

parinda lauTā liye par lahū meñ Duube hue

zarur aman ka paigham le gaya tha kahin

parinda lauTa liye par lahu mein Dube hue

Abdur Rauf Anjum

paiġhām to un aayā hai tum shahr meñ 'tishna' aa jaao

sahrā hai pasandīda ham ko ham shahr meñ kar kyā karte

paigham to un ka aaya hai tum shahr mein 'tishna' aa jao

sahra hai pasandida hum ko hum shahr mein ja kar kya karte

Zaheer-ul-Hasan Tishna

kab vo paiġhām-rasā ho ki mujhe sabr nahīñ

kākul-e-ḳham ke liye she'r raqam kartā huuñ

kab wo paigham-rasa ho ki mujhe sabr nahin

kakul-e-KHam ke liye she'r raqam karta hun

Osaama ameer
Speak Now