Taban Abdul Hai
Ghazal 48
Sher-o-Shayari 67
ka.ī fāqoñ meñ eid aa.ī hai
aaj tū ho to jaan ham-āġhosh
kai faqon mein eid aai hai
aaj tu ho to jaan ham-aghosh
-
Share this
- See Ghazal
dard-e-sar hai ḳhumār se mujh ko
jald le kar sharāb aa saaqī
dard-e-sar hai KHumar se mujh ko
jald le kar sharab aa saqi
-
Share this
- See Ghazal
ek bulbul bhī chaman meñ na rahī ab kī fasal
zulm aisā hī kiyā tū ne ai sayyād ki bas
ek bulbul bhi chaman mein na rahi ab ki fasal
zulm aisa hi kiya tu ne ai sayyaad ki bas
-
Share this
- See Ghazal
jis kā gorā rang ho vo raat ko khiltā hai ḳhuub
raushnā.ī sham.a kī phīkī nazar aatī hai sub.h
jis ka gora rang ho wo raat ko khilta hai KHub
raushnai shama ki phiki nazar aati hai subh
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 2
Audios 9
daaG-e-dil apnaa jab dikhaataa huu.n
dekh us ko KHvaab me.n jab aa.nkh khul jaatii hai sub.h
dilbar se dard-e-dil na kahuu.n haa.e kab talak
Similar Poets
-
Siraj Aurangabadi
-
Wali Uzlat
-
Waliullah Muhib
-
Insha Allah Khan Insha
-
Shah Naseer
-
Joshish Azimabadi
-
Qayem Chaandpuri
-
Hasrat Azimabadi
-
Mohammad Rafi Sauda
-
Sahir Ludhianvi
-
Syed Mohammad Meer Asar
-
Jaun Eliya
-
Inamullah Khan Yaqeen
-
Faiz Ahmad Faiz
-
Ahmad Faraz
-
Abroo Shah Mubarak
-
Ameer Minai
-
Allama Iqbal
-
Faez Dehlvi
-
Dagh Dehlvi