Intizar Hussain
Short story 42
Article 15
Quote 74

Jab sab sach bol rahe hon to sach bolna eik seedha saada aur mu‘aasherati kaam hai, lekin jahaan sab jhoot bol rahe hon, wahaan sach bolna sabse badi akhlaaqi qadr ban jaata hai. Ise Musalmaanon ki zabaan mein shahaadat kahte hain.

Aaj ka likhne waala Ghalib aur Meer nahi ban sakta. Woh shaa'iraana azmat aur maqbooliyat uska muqaddar nahi hai. Isliye ki woh eik bahre, goonge, andhe mu'aashre mein paida hua hai.

Jis zamaane mein taaron ko dekh kar zameen ki samt aur raat ke samay maa'loom kiya jaata tha, us zamaane mein safar shaayad taaleem ka sabse badaa zariya tha.