- Index of Books 188048
-
-
Book Categories
-
Activities55
Children's Literature2070
Drama1025 Education377 Essays & Profiles1518 Fiction1720 Health107 History3560Humorous747 Journalism215 Language & Literature1972 Letters812
Life Style24 Medicine1031 Movements300 Novel5018 Political370 Religions4873Research & Criticism7317Short-story3047 Sketches293 Social issues118 Sufism / Mystic2278Text Books567 Translation4566Women's writings6352-
Book Categories
- Bait Bazi14
- Catalogue / Index5
- Couplets69
- Deewan1492
- Doha53
- Epics106
- Exegesis209
- Geet63
- Ghazal1321
- Haiku12
- Hamd53
- Humorous37
- Intikhab1653
- Keh mukarni7
- Kulliyat713
- Mahiya21
- Majmua5321
- Marsiya400
- Masnavi881
- Musaddas60
- Naat598
- Nazm1312
- Others78
- Paheli16
- Qasida200
- Qawwali18
- Qit'a71
- Quatrain306
- Quintuple16
- Rekhti13
- Remainders27
- Salaam35
- Sehra10
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama20
- Tareekh-Goi30
- Translation74
- Wasokht28
Sher of Deepak Agrawal
yahāñ darvāze dastak de rahe haiñ
havā ne khel ulTā kar diyā hai
Deepak Agrawalyahan darwaze dastak de rahe hain
hawa ne khel ulTa kar diya hai
yuuñ kināre se mohabbat na kiyā kar ham se
is se behtar hai mohabbat se kinārā kar le
Deepak Agrawalyun kinare se mohabbat na kiya kar hum se
is se behtar hai mohabbat se kinara kar le
rang bharte haiñ sādgī meñ sab
maiñ ne rangoñ ko sādgī dī hai
Deepak Agrawalrang bharte hain sadgi mein sab
main ne rangon ko sadgi di hai
maidān meñ akelā nihatthā khaḌā thā maiñ
dushman ko merī nekiyāñ lashkar dikhā.ī diiñ
Deepak Agrawalmaidan mein akela nihattha khaDa tha main
dushman ko meri nekiyan lashkar dikhai din
dekh le mujh ko añdhere meñ nazar aatā huuñ maiñ
chīḳhne vaale tire andar kā sannāTā huuñ maiñ
Deepak Agrawaldekh le mujh ko andhere mein nazar aata hun main
chiKHne wale tere andar ka sannaTa hun main
is tarah hasrat-e-dīdār nikal kar aa.ī
ek aahaT pe vo sau baar nikal kar aa.ī
Deepak Agrawalis tarah hasrat-e-didar nikal kar aai
ek aahaT pe wo sau bar nikal kar aai
mire saath koī to ho jise maiñ ye kah sakūñ
maiñ kise kahūñ mujhe chhoḌ de mire haal par
Deepak Agrawalmere sath koi to ho jise main ye kah sakun
main kise kahun mujhe chhoD de mere haal par
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
-
Activities55
Children's Literature2070
-
