Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mahender Nath

1923 - 1974

Quotes of Mahender Nath

Tawaaifiyat ka masla tawaaifon ko gaali dene se hal nahin hoga, balki auraton ko taaleem dene se, auraton ki bhook mitaane se, auraton par duniya ke darwaaze kholne se hal hoga. Jab tak yeh kaam hukoomat nahin karegi, tawaaifein qaaem rahengi.

Mumbai mein mujhe teen cheezein pasand aayi hain: samundar, naariyal ke darakht, aur Bombay ki actress. Asal mein in teen cheezon se Bombay zinda hai. Agar in teen cheezon ko Bombay se nikaal diya jaaye to Bombay, Bombay na rahe, shaayad Dilli ban jaaye ya Lahore.

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now