Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rajinder Singh Bedi's Photo'

Rajinder Singh Bedi

1915 - 1984 | Mumbai, India

One of the most prominent short story writers and novelists of Urdu, a contemporary of Manto, is known for his narratives representing Indian ethos and use of mythological references. He also wrote plays and penned dialogues and stories for films.

Short story 43

Article 3

Quote 12

Agar yeh baat theek hai ki mehmaan ka darja Bhagwaan ka hai, to main badi nimrata se aap ke saamne haath jod kar kahoonga ki mujhe Bhagwaan se bhi nafrat hai!

  • Share this

Koi fun-kaar apne peshe se roṭiyaan nahin nikaal sakaa. Likhne wale ko saath mein piyaaz ki dukaan zaroor kholni chaahiye.

Duniya mein haseen aurat ke liye jagah hai to akhkhad mard ke liye bhi hai, jo apne akhkhadpan hi ki wajah se sinf-e-naazuk ko marghoob hai. Faisla agarche aurat pe nahi, magar woh bhi kisi aise mard ko pasand nahi karti jo naqal mein bhi uski chaal chale.

Har biwi kisi intiqaami jazbe se chaahti hai ki mard ko woh be-bhaao ki padeinn ki naani yaad aa jaaye, aur phir woh be-dast-o-paa ho kar uski sharan mein chala aaye. Jab woh usay aisa pyaar de jo maan hi apne bachche ko de sakti hai.

Main khafaa hoon, behad khafaa! Insaan se, devi se, Khuda se aur us tajaahul se jise insaaniyat ka eik baḥut bada ḥiṣṣa Khuda ke naam se yaad karta hai.

Tanz-o-Mazah 1

Khaka 1

BOOKS 44

RELATED Blog

More Authors From "Mumbai"

Recitation

Speak Now