Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shakeel Azmi's Photo'

Shakeel Azmi

1971 | Mumbai, India

Poet and film lyricist.

Poet and film lyricist.

Shakeel Azmi

Ghazal 109

Nazm 25

Sher-o-Shayari 24

ghar ke dīvār-o-dar pe shaam se

nazm likhtā huā hai sannāTā

ghar ke diwar-o-dar pe sham hi se

nazm likhta hua hai sannaTa

  • Share this

isī ḳhatā pe bujhā.e ga.e charāġh mire

maiñ jāntā thā bahut kuchh havā ke baare meñ

isi KHata pe bujhae gae charagh mere

main jaanta tha bahut kuchh hawa ke bare mein

  • Share this

jaane kaisā rishta hai rahguzar qadmoñ se

thak ke baiTh jā.ūñ to rāsta bulātā hai

jaane kaisa rishta hai rahguzar ka qadmon se

thak ke baiTh jaun to rasta bulata hai

  • Share this

kuchh dinoñ ke liye manzar se agar haT jaao

zindagī bhar shanāsā.ī chalī jaatī hai

kuchh dinon ke liye manzar se agar haT jao

zindagi bhar ki shanasai chali jati hai

mujh ko bikhrāyā gayā aur sameTā bhī gayā

jaane ab kyā mirī miTTī se ḳhudā chāhtā hai

mujh ko bikhraya gaya aur sameTa bhi gaya

jaane ab kya meri miTTi se KHuda chahta hai

Qita 1

 

BOOKS 8

 

Image Shayari 1

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Shakeel Azmi

Shakeel Azmi

doosre darje ki pichli qataar ka aadmi

gosht machhlii sabziyaa.n baniye kaa ration duudh ghii Shakeel Azmi

har ghadi chashm e kharidaar  me rehne ke liye

Shakeel Azmi

jhooti mohabbat

tumhaaraa mai.n huu.n mire tum ho achchhe jumle hai.n Shakeel Azmi

nai aasteen

na mere zahr me.n talKHii rahii vo pahlii sii Shakeel Azmi

paron ko khol zamana udaan dekhta hai

Shakeel Azmi

Audios 4

har gha.Dii chashm-e-KHariidaar me.n rahne ke liye

duusre darje kii pichhlii qataar kaa aadmii

jhuuTii mohabbat

Recitation

RELATED Authors

More Authors From "Mumbai"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now