- Index of Books 188785
-
-
Book Categories
-
Activities61
Children's Literature2077
Drama1029 Education377 Essays & Profiles1542 Fiction1745 Health108 History3588Humorous752 Journalism217 Language & Literature1985 Letters818
Life Style27 Medicine1034 Movements300 Novel5035 Political372 Religions4931Research & Criticism7376Short-story3057 Sketches294 Social issues119 Sufism / Mystic2281Text Books568 Translation4588Women's writings6354-
Book Categories
- Bait Bazi14
- Catalogue / Index5
- Couplets69
- Deewan1498
- Doha53
- Epics106
- Exegesis211
- Geet66
- Ghazal1333
- Haiku12
- Hamd54
- Humorous37
- Intikhab1660
- Keh mukarni7
- Kulliyat718
- Mahiya21
- Majmua5366
- Marsiya401
- Masnavi886
- Musaddas62
- Naat603
- Nazm1318
- Others83
- Paheli16
- Qasida201
- Qawwali18
- Qit'a74
- Quatrain307
- Quintuple16
- Rekhti13
- Remainders27
- Salaam35
- Sehra10
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama20
- Tareekh-Goi30
- Translation74
- Wasokht28
Sher of Shaukat Jamal
bolīñ ki kaam karne kī ḳhūgar nahīñ huuñ maiñ
biivī huuñ aap kī koī shauhar nahīñ huuñ maiñ
Shaukat Jamalbolin ki kaam karne ki KHugar nahin hun main
biwi hun aap ki koi shauhar nahin hun main
saaqī kā aur sharāb kā ho zikr baar baar
zāhid ko bhuul kar na kabhī pārsā likheñ
Shaukat Jamalsaqi ka aur sharab ka ho zikr bar bar
zahid ko bhul kar na kabhi parsa likhen
khānā khulne kā hī elaan agar farmā deñ
ham ye samjheñge ki taqrīr-e-sadārat baḳhshī
Shaukat Jamalkhana khulne ka hi elan agar farma den
hum ye samjhenge ki taqrir-e-sadarat baKHshi
mumkin nahīñ ġhazab se bacheñ ham janāb ke
bālishtiyoñ ko bhī na agar sarv sā likheñ
Shaukat Jamalmumkin nahin ghazab se bachen hum janab ke
baalishtiyon ko bhi na agar sarw sa likhen
facebōk hī āj-kal chaupāl hai
chauk par milte kahāñ haiñ chaar dost
Shaukat Jamalfacebook hi aaj-kal chaupal hai
chauk par milte kahan hain chaar dost
join rekhta family!
-
Activities61
Children's Literature2077
-
